Lata Mangeshkar Bansi Ki Dhun
bansi ki dhun sun tere liye chun chun
laayi hoon main bagiya se gori gori kaliyaan
nikali hoon chup chup, ghar se main luk chup
aayi hoon sajaane balam teri galiyaan
bhole sajan tere dil ki jalan
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri nazar kise dhoondhe idhar
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri meethi nazar pehchaan gayi re
duniya se bach bach
kehati hoon sach sach
aayi hoon ...
baanki palak yeh saloni jhalak
mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
tere kasam yah sooratiya balam mohe
mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
main to baithe bithaaye jiya haar gayi re
dil mera pal pal
kehata tha chal chal
aayi hoon ...