Ramil Ganjoo Tu Na Jaane
Kaash ye raat na kate
Kaash mai dhunta rahu
Khudko teri aankho main
Tham jaaye waqt bhi yaha
Tham jaaye ye sama yahi
Isi mod par
Tu naa jaane
Tujhe dekha tha mene
Khawbon main kayi dafaa
Kya tha wo bhi ek khwaab hi
Tha kaagazi
Mera dil aur tune likh diya uss par
Tera mera ye falsafa
Pighal raha hai ye asma
Thi pal do pal ki apni daastan
Ruk jaate agar tum kabhi
Hota apna bhi ek ashiyaan haseen
Sochte ab hum yahi
Aaye tum kyu jab jaana tha yuhi
Tu naa jaane
Tujhe dekha tha mene
Khawbon main kayi dafaa
Kya tha wo bhi ek khwaab hi
Tha kaagazi
Mera dil aur tune likh diya uss par
Tera mera ye falsafa